Kaise Crypto se kamaye lakho bina investment ke !😲 currency kya hai ? Aur iska future kaisa hai? Crypto se judi A to Z bate !
Dosto jaisa ki aap aur hum jante hai ki crypto market aaj ke date pr kitna jyda faydemand sabit ho rahi hai . Ye apne upbhokta ko 200 se 800% tk ki profit de rahi hai joki kisi bhi investment me milne wali sabse jyada hai. Aap ki jankari ke liye bata de ki agr aap FD me invest karte hai to aapko 6%, gold me lagbhag 10% aur share market me 18 se 20 % milti hai. Iss lihaje ye kahna galat nhi hoga ki crypto market aaj ke date pr aapko sabse jyada profit deti hai.
Kya hai crypto currency ?
Kaise kaam karta hai crypto market?
Jaisa ki hamne aapko pahle hi bataya hai ki crypto currency block chain par adharit currency hai jisme hacking ki koi b gunjaish nahi hai.lekin crypto currency ke kimat me giravat ya uchhal tab hi hota hai jab log uss particular coin par jyada log investment karte hai. Koi bhi crypto coin ek limit me hi banayi jati hai jab market me ek coin ki maang badhti h to koi kharidar uss koi ko dugne daam me b kharid lega aur jiske paas hai wo usse dugne daal pe bech dega iss tarah dono profit me rahate hai aur uska price badhne ka chance jyada hota hai.jaise ki bitcoin. Aur bhi bate hoti hai par jyadatar demand aur supply me method par hi chalti hai.
Kya Crypto market bahut risky hai?
Crypto coin to ban hai fir kyu kare invest ?
Agar aako bhi lagta hai ki crypto currency india me ban hai to aap galat soch Rahe hai ha yeh sach hai ki RBI ne 2018 me Crypto ke len den par ban laga diya tha par April 2020 me supreme court ne iss ban ko hata liya tha aur bank se len den karne ki manjuri de di.
Crypto currency me invest kaise kare ?
Yeh baat sochne wali hai ki agar aap crypto currency me invest karna chahate hai to kaise kare u to bahut tarah se aap aap invest kar sakte ho par india me log sabse jyada wazirx,binance,bidmart,coinswitch kuber aur coindcxgo jaise reuste app se badi aasani se kharid sakte hai aur jab chahe nikal bhi sakte hai. Jyadatar app me aap minimum 100 rupaye deposit se hi shuru kar sakte hai. Par yaad rahe kisi ki bato me aakar invest na kare aur utna hi invest kare jitna nuksan aap accept kar payenge
No comments:
Post a Comment